
Please didi aap ipl me sad mat hua kariye. Khel mein to lose & win to laga rahta hai. Didi mere dost bolte hain ki aap bahut achhi hai, magar aap ek sawal hai ki aap agli film kab aygi. Main aap ki agli film dekhne ke liye bekarar hoon. Please aap ek baar to indore aa jaiye please..............................................
Main aap ko ek baar dekhna chahata hoon asli mein aap ek baar jaroor yahaa aaiye. Main aap ko to good luck nahi bol sakta kyon ki, aap to khud he mere liye good luck hain. So only i can say thanks to God for making you in this beautiful world and at last take care didi.
![]()




